Best Friendship Shayari Collection
Best Friendship Shayari Collection
Rishton Ki Dori Kamzor Hoti Hai
Aankho Ki Baatein Dil Ki Chor Hoti Hai
Kisi Ne Jab Bhi Pucha Friendship Ka Matlab
Hamari Ungli Aapki Aur Hoti Hai
+++
Pal Bhar Mein Toot Jaye Voh Kasam Nahi
Apne Friend Ko Bhool Jayein Voh Hum Nahi
Tum Hume Bhool Jao Is Baat Mein Bhi Dum Nahi
Kyon Ki Tum Hume Bhool Jao Itne Bure Hum Nahi
+++
Kuch Meethe Pal Yaad Aate Hain
Palko Par Aansu Chor Jate Hain
Kal Koi Aur Mil Jaye Toh Hume Na Bhool Jana
Friendship Ke Relation Zindagi Bhar Kaam Aate Hain
+++
In Andhero Ke Liye Kuch Aaftab Maange Hain
Dua Mein Hum Ne ‘Friends’ Kuch Khaas Maange Hain
Jab Bhi Manga Kuch Rab Se
To Aap Ke Liye Khushiyon Ka Pal Mage Hain
+++
Chiraago Se Agar Andhere Door Hote
To Chandni Ki Chahat Kise Hoti
Kat Sakti Agar Ye Zindagi Akele
To “Friendship” Naam Ki Cheez Hi Kyun Hoti?
75 Comments
Leave a Reply


parveendevatwal - May 2, 2012
Tu hi bata kaha se duhnd kar laye ab apne aap ko…
<3 <3
<3
Tuzhe paane ke liye mene khud ko koh diya.
Ashar - April 25, 2012
Good site
puneet jalan - April 19, 2012
waa waa kya shayari likhe ho
बिजय सहनी - April 10, 2012
दर्द से आँखे चार करलेंगे
हम भी इन्तेहाँ दे देंगे
तेरे दोस्ती के खातिर दोस्त
हम दुश्मनों से भी प्यार करलेंगे
Pushpender negi - April 19, 2012
Hii freind my name is pushpender do u freindship with me
Tanmaya nayak - April 25, 2012
Your message…Ya why n’t.jindegi main dono taraf ki log ate hai.dusman or dost.ye dono rehete hain hamesha sath
mahi - April 7, 2012
tu juda hoyon pr teri yaad juda na hoyi ;;;;;;;;;;;jaan meri tanhayiyan de nit gal lag lag ke royi ,,, tu juda ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
Arbaaz - April 7, 2012
Khuda ne jub tuje banaya hoga,
Ek surur us k dil me aya hoga,
Socha hoga kya dunga tohfe me tuje,.?
.
Tab ja k usne muje banaya hoga..!!
ARYAN THAKUR - April 6, 2012
TEJ CHLTA HUN TO NAJRE CHUT JATE HAN MAN APNE DHYAN MAN REHTA HUN / PER YE SAMHJ NAEH PTA KE MERA SAFER KYA HA
Seshu - April 4, 2012
Dard se ankhen char karlenge
Hum bhi Inteham de denge
tere dosti ke khatir dost
hum dusmanon se bhi pyar karlenge
shallu - April 2, 2012
awsome mast v,v,v,v,v,very mast….
anjali - April 1, 2012
you are awesome dude
Rahul - March 31, 2012
Tamanaye ishq to hum bhi rakhte hai kisi ke dil me hum bhi dhadakte he ,…na jane kab wo haan karenge jiske liye hum roj tadapte hai,.
Sandeep kumar - March 29, 2012
Daas
dr anoop - March 26, 2012
Nikla the is AAS pe k kise ko bana le APNA::::::::::::::::::::
Magr ek KHUWAHISH.. ne umar bhar ka MUSAFIR bana diya.
ARYAN THAKUR - April 6, 2012
AKSHR JAB MAN TEJ CHLTA HUN TO NAJARE CHOOT JATE HAN OR MAN MUSAFIR BAN KE REH JATA HUN
MAYURI - March 22, 2012
TUJE DIL SE JUDA KABHI HONE N DEBGE TUJE NIND BHI
AAYE TO SONE N DENGE TERI “DOSTI” KI MUSKAN ITNI PYARI
HE KE HUM MAR BHI JAYE TO TUJE RONE N DENGE.
yasin - March 22, 2012
u to maine har rishte ko bade khuloos se apnaya tha…. mere apne ne bada majrooh kiya sare bazar mujhe…
dhirendra - March 21, 2012
mohabbat to custom se is tarah gujar jati hai ke kanoon hairan reh jati hai !
Shubham rana (shammi) - March 20, 2012
Unhe ye shikaayat hai hamse ki hum har kisi ko dekh kar mushkurate hain….na samajh hai wo kya jaane….hame to har chehre me wahi nazar aate hain……
Shubham rana (shammi) - March 20, 2012
Tum haseen ho GULAB jaisi ho…Bahul nazuk ho khawab jaisi ho…DIL ki dhadkan main aag lagati ho…Hothon se lgakar pee jauoon tumhe…sir se paanv tak sharab jaisi ho………
Shubham rana (shammi) - March 20, 2012
Deedar tere nu asin tarasde haan…tainu ki pta kinna tere layi tadapde haan….tere dil di gal tere hothaan rahi padhde haan….tu haje vi puchhda hai….ki tainu kinna pyaar karde haan?
Shubham rana (shammi) - March 20, 2012
Maana hai lakh buraiyan mujhme, par ek to achhai hai….baat jo thi ab tak dil mein, aaj wahi juban pe aaye hai….chaha hai sache dil se maine toh tujhko….ek tu hi hai wo jisne ye shayari mujhe sikhai hai…….
shivani - March 19, 2012
kismat pr humare naaz hota h
jab aapka kahayal humare saath hota h
lagta h dhadkan hi nahi h
jab aapki kami ka ehsaas hota:)
amrin - March 8, 2012
Wo roye to bahut per mujhse muh mod ker roye,
Koi majburi hogi jo dil tod ke roye,
Mere samne ker diye mari tasweer ke tukde ,
Pata laga mere piche wo unhe jod ker roye.
Masood - March 8, 2012
Waqt ki dhoop ho ya tez aandhiyan kuch kadmo ke nishan kabhi nahi khote….Mashu
Saket - March 19, 2012
Bahut Khubsurat…….
amrin - March 8, 2012
Ittefaq se hum mile,
Ittefaq se aap hume ache lage,
Ittefaq se hum dost bane,
Mager hamari dosti ittefaq nahi,
Zindagi ki khubsurat hakiket hai……
Amit Lamba - March 4, 2012
I Love Monika
shoky - February 26, 2012
Aankhon ke aansu bhi dariyaa ke jaise hai
Thamte nahi hai kyun bhala
Tune mere jaana kabhi nahi jaana
Ishq mera dard mera
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Shocky_shock
arsalan ahmad siddiqui - February 24, 2012
hi frnzzzz plz send some sad n romantic shayaris to my id
arman - February 18, 2012
kkkkkkkkkk
Rohit sharma - February 9, 2012
IN UR MIND U MAY HAVE SOMEONE
IN UR HEART U MAY HAVE SOMEONE
IN UR EYES U MAY HAVE SOME ONE
BUT
I AM UR WHEN U HAVE NO ONE…………….
Kaushal Kishor Sharma - February 15, 2012
Ye dil na jaane kya kar baitha.
Mujhse puche bina hi faisla kar baitha.
Iss zameen par toota sitara to nahi girta.
Aur ye pagal chand se dosti kar baitha
Rohit sharma - February 9, 2012
If 1 day fridship is broken
u may 1000 of frind like me
in sky their r many stars
but only moon like u……………
Shakil - February 6, 2012
gul ne gulsan se gulfam bheja hai aasman se paigam bheja hai mubark ho tumko jehan ki sari khusia humne dil se ye paigam bheja hai.
Javed - February 4, 2012
USS PAAR AB TERA KOI MUMTAZIR NAHI
KACHCHE GHADE PE.TAIR K JANA FIZUL THA
bharat - February 2, 2012
Your message…kai hai jo duva karte hai apno me hame bhi gina karate hai khusnasib samjate hai ham khud ko jab dur rahkar bhi hamko yad kiya kar te hai
ashish - January 20, 2012
ashish
jindji me fir milenge ham kahi ,dekh ke nagre n chura lena, tuje dekha hi yaar kahi ..bs etna kah ke gale se laga lena.
sonali priya das - January 18, 2012
it is really a a poetry
ashish - February 16, 2012
Dil Aakhir Tu Kyun Rota Hai
VIKA MAHAJAN - December 25, 2011
raja – September 15, 2011
Kisi ki yaadoan ne pagal bana rakha hai,
Mar na jau khi kafan sila rakha hai,
Dosto jalne se pehle mera dil nikal lena kahi vo na jal jaye
Jisse iss dil mai basa rakha hai.
maryam - April 1, 2012
nice
Rakhi shrivastava - December 13, 2011
Your message…nice shayri
anil - February 7, 2012
ishq aur dosti meri jindgi ka guman hai,
ishq meri ruh aur dosti meri jaan gai,
ishq pe kar du fida mein apni jindgi ,
aur dosti pe mera ishq bhi kurban hai.
kirti - February 15, 2012
its really nice i like it
AJAY RAJPOOT - March 2, 2012
ek baar ek ladke ne marne se pehle 2 sms kare,
jisme ek sms boy friend ko aur ek girl friend ko
main ja rahu hu
reply fast
to pehla sms girl friend ka aya,” kaha ja rahe ho mere ghar me papa hai, main nahi a sakti.”
aur dusra sms boy friend ka ,” abe tu akela kaha ja raha hai,ruk me ata hu.”
aur isi tarah dosti ne ek bar fhir pyar ko hara diya
so make more and more friend
ashish - February 16, 2012
Dilon Mein Tum Apni Betaabiyan Leke Chal Rahe Ho, Toh Zinda Ho Tum
Nazar Mein Khwabo Ki Bijliyan Leke Chal Rahe Ho, Toh Zinda Ho Tum
Hawa Ke Jhokon Ke Jaise Aazad Rehna Seekho
Tum Ek Dariya Ke Jaise Lehron Mein Behna Seekho
Har Ek Lamhe Se Tum Milo Khole Apni Baahein
Har Ek Pal Ek Naya Samaa Dekhiye
Jo Apni Aankhon Mein Hairaniya Leke Chal Rahe Ho, Toh Zinda Ho Tum
Dilon Mein Tum Apni Betaabiyan Leke Chal Rahe Ho, Toh Zinda Ho Tum
rahuf raja - December 12, 2011
isqh saccha ho to patthar bhi pigal jate hai
rahuf raja - December 12, 2011
jinhe hum masum samjhte the, baad me pta chla woh masumiyat ka madrsa chlate hai.
swapan mandal - December 12, 2011
plz send shayari to my id
Krishnachouhan - December 2, 2011
Muskan ka koi mol nahi hota,kuch rishto ka koi tol nahi hota!log to mil jate he har mod par,lekin har koi tumhari tarah anmol nahi hota!
hasrshit - November 26, 2011
this shayri is wonderfully expressed i like this very much!!!!!!
Vivek - November 24, 2011
Tumhe bhi yaad nahi aur main bhi bhool gya…….
Kitna haseen lamha tha…..magar fizul gya…….
Sapna - February 6, 2012
Kabhi ek pal ko toh pucha hota,
tujhe chahte chate yeh mann khud ko bhi bhul gaya,tune rang diya ise jaanke ,warna kahan kabhi yeh kisi ki aur gaya……………
Swapnil - November 11, 2011
pedon se patte girte he, utha ta hai koi,
pedon se patte girte he, utha ta hai koi,
pyaar karte he sabhi, par nibhata hai sirf koi…
Tilak Kapse - November 10, 2011
Very good friendship Shayari.
sayyed adil - October 30, 2011
good afternoon
thats like a good shayari
Aye machalti hui hawa zara mughe apne saath leja
Kya woh bhi rakhte hain mujhe dil mein bas itna batla.
md rasul - October 22, 2011
nice one
M.SAAD shaikh.. - October 13, 2011
End poEtrY ….
Sanay - September 25, 2011
Rishtoon ko aante sa goothna maine tumhi se sikha hai……….
aaryan gulati - June 17, 2011
Best shyaris
lokesh - August 22, 2011
ishq aur dosti meri jindgi ka guman hai,
ishq meri ruh aur dosti meri jaan gai,
ishq pe kar du fida mein apni jindgi ,
aur dosti pe mera ishq bhi kurban hai.
chotu gulabo - April 26, 2011
Kisi ki yaadoan ne pagal bana rakha hai,
Mar na jau khi kafan sila rakha hai,
Dosto jalne se pehle mera dil nikal lena kahi vo na jal jaye
Jisse iss dil mai basa rakha hai.
vipin - August 21, 2011
good
raja - September 15, 2011
Kisi ki yaadoan ne pagal bana rakha hai,
Mar na jau khi kafan sila rakha hai,
Dosto jalne se pehle mera dil nikal lena kahi vo na jal jaye
Jisse iss dil mai basa rakha hai.
SHONA - January 30, 2012
MILNA THA ITFAQ BICHARDNA NASEEB THA WO ITNI DOOR HO GYA JITNA KARIB THA MAIEN USKO DEKHNE KO TARSTI HI REH GAYI JIS SHAQS KI HATHELI ME MERA NASEEB THA DAFNA DIYA GYA MUJHE CHANDI KI KABR ME ME JISKO CHATI THI WO LARDKA GARIB THA
puneet jalan - April 19, 2012
waa waa
sunil - April 27, 2012
so sad nd beautiful
anjali - April 1, 2012
sweet poem
archana - April 1, 2012
aapka name ka kya meaning hai chotu gulabo ji