Hindi Shayari

O God तू अपरम्पारा

rawal kishoreO God तू अपरम्पारा
करो बेडा पार हमारा
My Boat फंसी मझधारा
please give me some सहारा

I don’t have any किनारा
नहीं दिखता कोई नजारा
Please take Fastly ANy action
मैं बिकता खड़े बजारा

O God तू अपरम्पारा
करो बेडा पार हमारा
please give me some power
मैं बन जाऊं चाँद सितारा

मेरी विनती सुन लो GODA
मैं लेता नाम तुम्हारा….

- Rawal Kishore

Funny Shayari, Hindi Shayari
1 Comment

Khuda Ne Farebi

दरिये ने भी क्या ख्वाइश की है,
आँखों को शर्म आये कुछ ऐसी बात की है |
होठों पर मुस्कान दिल बहला देती लेकिन,
कातिल है ‘मसरूर’ उसकी नज़र ने मोहब्बत की बात की है |
सच तो कह ज़रा आइना रोज़ बदलता है,
टूटे हुए शीशे ने आज ज़िन्दगी की बात की है |
बेवफाई का ज़माना किसे अपना ना समज,
मस्जिद में आज खुदा ने फरेबी की बात की है |

- Masroor

Exclusive Shayari, Hindi Shayari
Leave a Comment

Dil Itna Udaas

Kyun Aaj Yeh Dil Itna Udaas Hai
Akash Par Chaayi Megho Ki Baraat Hai,
Har Ek Sapna Jaise Toot Raha Sa Lagta Hai,
Dil Kuch Bechain Sa Hai Jaane Kaisi Pyaas Hai.

Kyun Aaj Yeh Dil Itna Udaas Hai,
Prakash Ka Nisaan Nahin Kaisi Kaali Raat Hai,
Kisi Apne Ka Saya Door Ho Raha Sa Lagta Hai,
Dil Kuch Betaab Sa Hai Kyun Wo Dil Ke Paas Hai…

- Akash chauhan

Hindi Shayari, Sad Shayari - Related to:
4 Comments

Mohabbat Se Bharosa

Iska Gham Nahi Ki Tu Meri Na Ho Saki,
Meri Mohabbat Me Mera Sahara Na Ban Saki,
Gham To Iska Bhi Nahi Ki Sukoon Dil Ka Lut Gaya,
Gham To Iska Hai Ki Mohabbat Se Bharosa Hi Uth Gaya…

- Jameel Khan

Hindi Shayari - Related to: ,
1 Comment

Ek Imtihan

Zindgi Ki Har Ek Udaan Baaki Hai
Har Mod Pr Ek Imtihan Baki Hai
Abhi To Sirf Aap Hi Pareshan Hai Mujhse
Abhi To Pura Hindustan Baaki Hai…

- Nishant Sharma

Funny Shayari, Hindi Shayari
3 Comments

Barish Ka Pani

dostMain Bahar Khada Barish Me Un Haseen Lamho Ko Yaad Karta Hu,
Pani Ki Tapakti Bundo K Beech Unhi Yaado Me Phir Kho Jana Chahta Hu,

Kbhi Haste The Sath Kbhi Lada Krte The,
Aaj Unhi Dosto K Sath Ek Pal Bitane Ko Tarasta Hu,

Ek Pyari Si Muskurahat Hontho Par Aati Hai Or Ye Aankhe Nam Ho Jati Hai
Jab Un Yaado Ko Sametane Ki Koshish Karta Hu To Tham Sa Jata Hu

Shayad Hm Apne Lakshya Ko Pane Me Itna Kho Gye Hai
Khud Ko Bada Samajh Dost Ka Haal Tak Puchna Bhul Gye Hai

Or Aaj Is Baat Ka Afsos Mana Raha Hu
Barish Me Khade Hokr Khud Ko Kam Or Aankho Ko Zyada Bhigo Raha Hu…

- Ravi

Dosti Shayari, Hindi Shayari
7 Comments