Khawab Tha Bhikar Gaya
Khawab Tha Bhikar Gaya, Khayal Tha Mila Nahi,
Magar Ye Dil Ko Kya Hua, Ye Kyu Bujha Pata Nahi,
Tamam Din Udaas Din, Tamaam Shab Udasiyan,
Kissi Se Kya Bichad Gaya, Ke Jaise Kuch Bacha Nahi…
- Shaheeda
5 Comments
Write Your Comment

sagar Writes on 23 November, 2011
kismat ruk gayi, dil k taar tut gaye,
wo bhi rooth gaye, sapnay bhi tut gaye,
baki reh gaye mere dil k khazane me sirf ansu,
aur yaad teri ayi to wo bhi lut gaye
karan kotwal Writes on 29 October, 2011
shaheeda
likhti ho shayari ya koi fassana apna…..
har lafz tera dilae yaad mujhe vo beeta zamaana apna
Ghanendra Kumar Bamaniya (MUZAFFARNAGAR) Writes on 15 October, 2011
Wah wah wah wah…..
Shaheeda kya likhti ho gazab, lazawab alfaaz nhi h or…..
Ek shayi Ataullah Khan ki apki nazar….
” Rahta nhi insan to hota nhi gum bhi.
Ek roz zamee odh ke so jayenge hum bhi.
Ha Half-E-Wafa shaunk se uthwaye lekin, hum log wafadar hai bekolo kasam bhi….
Mukesh Writes on 9 October, 2011
shayer
ritesh modi Writes on 9 October, 2011
wah
very nice