Mujhe Maaf Kar Do

Maafi Shayari

Koi Achhi Si Saza Do Muje,
Chalo Aisa Karo Rula Do Mujhe,
Dil Dukhaya Ho To Maut Aa Jaye Mujhe,
Dil Ki Gehrai Se Ye Dua Do Mujhe…

Mujhe Maaf Kar Do… πŸ™

– Ravi Malhotra

59 Comments
 1. AshisH Jawalkar Writes on 3 August, 2014

  Unglian toot gayi patthar tarashte-tarashte…
  Aur jab bani soorat-e-yaar to kharidaar Aa gaye…

 2. munir Writes on 14 July, 2014

  Aaine par bhi parda karke dekha, khud ko bhi humne tanha karke dekha, pata chal gaya hume kitni mohabbat hai aapse, jab teri yaad ko dil se juda karke dekha.

 3. raj Writes on 9 June, 2014

  mai jis ladki se pyaar karta hu usne mujhse aaj ek mahine se bat ni ki h wo mujhse bhut gussa hai mai usse maafi maangna chahta hu plz mujhe maaf kar do kk plz

 4. krishna Writes on 16 March, 2014

  ek adaa unke dil churane kI
  ek adaa unke dil mai bus jane ki
  chehra unka chand
  or zidd hamari chand pane ki…. I miss her so much…..

 5. krishna Writes on 16 March, 2014

  ek adaa unke dil churane kI
  ek adaa unke dil mai bus jane ki
  chehra unka chand
  or zidd hamari chand pane ki…. I miss her so much…..

 6. m.s. Rathore Writes on 9 December, 2013

  pyar zindgi ki pahchan h jab tk dhoka nhi milega to jioge kaise.@@@():

  • Janki Writes on 10 December, 2013

   u r ri8

 7. hasan khan Writes on 3 December, 2013

  wah

  • raj salmani Writes on 8 February, 2014

   Thanks bro…..kiya bath sunaya apne…

 8. ovais Writes on 24 November, 2013

  mane ishq kiya usse Jo meri thi hi nhi yaaro…
  ma jan ki baazi khel gaya fakat is chahat ma ki vo mjhe mile…
  Aj dukh ha to sirf is bat usse pane k koshish ma ..
  mane unhe khoya Jo har bar meri khushi chahtay thy…

  • Janki Writes on 10 December, 2013

   jo dil me hote h wo kismat me nhi hote or jo kismat me hote h wo dil me nhi hote

 9. Mohd akki qureshi Writes on 30 July, 2013

  Teri Surat Ko Nigaho Mein Bsa
  Kr Rakhun,
  Dil Ye Kehta Hai
  Tujhe Tujhse Chura Kr Rakhun..!!
  Tujhe Dekhun Tujhe Chahun
  Tujhi
  Se Pyar Krun,
  Tere Rang Roop Ko
  Main Sb Se Chupa Kr Rakhun..!!
  Kr Lon Qaid Apne Dil Mein Tere
  Roop Ko,
  Tujhe Main “Ishq” Ki Zanjeer
  Pehna Kr Rakhun..!!
  Koi B Jaan Na
  Paye Teri Ankhon Ki Gehrai,
  Main Tujhe Esi Jheel Bana Kr
  Rakhun..!!
  Dil Ye Kehta Hai Tere Bad Koi
  Tujh
  Sa Na ho,
  Main Tujhe Akhri Sans Tk
  Apna Bna Kr Rakhun….!! πŸ˜‰

  • Jalpa Writes on 13 November, 2013

   ye pyar karne wale bahut ajib hote hai khud to barbad hote hai but hamara jina mushkil kar dete hai pta nhi log pyar kyu karte hai..??

   • hasan khan Writes on 3 December, 2013

    wah

 10. Adil syed Writes on 28 July, 2013

  sunatha zamana badaltha hai, yah nahi suna tha ke,
  bathon ka mathlab zamane ke sath sath badalta hai,
  mohabbath aaj romance kaname hai ,
  isi liye ladki ka dil us ke sharir ki tamanna se badalta hai,
  per majhboor ladka hal e dil se badalta hai……

  mujhe pyaar ka mathlabh samjao

  • Jalpa Writes on 13 November, 2013

   aap jante hai…

 11. shazzzy Writes on 28 June, 2013

  sab so giy hein khushi khushi apna hale_e dil suna ker
  mira koyi nhe jo muj sea poche k tum kiyo jaag rhe ho

  • Jalpa Writes on 13 November, 2013

   jo pagal hote hai wo aadhi rat ko jagte hai

   • ravi Writes on 10 January, 2014

    nahi

 12. jannat khan Writes on 5 June, 2013

  wow!!!!ap sb ki shayari ko padhne ke bad ankho me ansu agaye hai mujhe shayari bohot pasand hai:)

 13. Riya sahani Writes on 11 May, 2013

  so nice…:……….

 14. vikrant verma Writes on 20 April, 2013

  sithmgaro ki inayat se be rukhi achhi,
  jo inke saath na gujre jindgi achhi,
  garj k yaar h matlab k deewane h,
  na inki dosti achhi na inki dusmani achhi

  • Khushi Writes on 11 May, 2013

   YE TO SAHI KAHA AAPNE SUKRIYA

  • jannat khan Writes on 6 June, 2013

   seriously awsome.

   • hasan khan Writes on 3 December, 2013

    owsm

 15. RAJ Writes on 16 April, 2013

  Very true……DIL ko chu liya yaaro…..

 16. vikas Writes on 14 April, 2013

  hum tere bin ab rehe nahi sakte tere bina kya
  bajud mera tuje se juda agr ho jayegye khud se he
  jayge juda kyu ki ab tum hi ho chain bhi mera dard
  bhi meri aashiqui ab tum hi ho…….baby plz maff kar
  do plzz

  • najib Writes on 9 June, 2014

   Bajud nhi janab wajood ..

 17. mubasir Writes on 8 March, 2013

  is kadar humari chahat ka imtihaan mat lijiye,
  maryam ap Kyu ho khafa ye bayan to kijiye,

  Kar dijiye maaf agar ho gayi hai koi khata,
  Yu yaad na kar ke saza to na dijiye.

  • Jai saini Writes on 4 October, 2013

   kya sayari h yaar

 18. pallav raj Writes on 19 January, 2013

  Kya shayri hai yar

 19. ayesha Writes on 8 January, 2013

  hmmm nice but mafi ka liy shayri ke zrort nai aisy dil sa accept kry galti ko wo he real mafi ha

 20. raju Writes on 19 December, 2012

  Pyar wo h jb ham ek nariyal
  Me do pipe dal ke pite h.
  But dosti wo h jb ham
  Ek nariyal me ek pipe dalkar apne dost se kehte h.
  Sale pura mat peena….

 21. soniya Writes on 18 December, 2012

  waqt k saath jakhm bhi bhar jayenge..
  kabhi ek lamha aisa bhi aata hai, jisme beeta hua kal najar aata hai, bas yaade hi reh jati hai yaad karne k liye aur waqt sab kuch lekar gujar jata hai…

  • sahid Writes on 1 April, 2013

   yar tumhari shayari pd ke mujhe rona aa gya such kha h kisi ne khone ke bad ki uski kimat ka pta chalta h

  • raman pratap Writes on 13 June, 2014

   nice shayari

 22. asif shaikh Writes on 22 July, 2012

  kahte hai pyar aur zaher me koi fark nhi hota,
  zahe pene ke baad log mar jate hai,
  aur
  pyar karne ke baad log ji nhi pate….

  • sunil purohit Writes on 11 December, 2012

   right… kya mujhe mera pyaar mil sakta hai kya plz help me..

   • malek jabir Writes on 18 June, 2013

    vo roye to muh mod k roye , koi vajh thi jo dil tod k roye , humarey samney fad di tasvir humari, or humarey janey k bad tukde jod jod k roye

    • Malti Writes on 18 June, 2013

     Very gud

    • Pankaj Writes on 2 July, 2013

     Mujhe to bahut rulaya unhone mgar khud na rona .
     Koi galti hui ho mujhse to is dil se khafa na hona.
     Door hai tumse hum to jaante hai .
     Magar ye kambkhat dil to mante hi nahi hai

     main pankaj juyal hun my friend mairi gf mujhse bahu naraz hai mein kya karun tum hi kuch btao plz help me friend

  • simran Writes on 12 November, 2013

   sach m asif sahi kaha….nice

   • Prithaviraj Writes on 12 November, 2013

    Realy so sad…….lovely…

 23. mahi Writes on 18 July, 2012

  wah g wah kya baat he ap dono ki shayry me

  • vijay Writes on 20 November, 2012

   realy its so sad ,,i love it….

  • Sharry Writes on 12 November, 2013

   Mahi.
   Meri jan meri mahi muj se naraz ho gai hai. ;-( men nai reh skta meri mahi k bina.

   • Jalpa Writes on 13 November, 2013

    ap uske bina jii nhi sakte but mar to sakte hai…

 24. RASHID Writes on 27 June, 2012

  mohabbat ne aaj humko rula diya jis par marte the usne hi bhola diya hum bhi uski yaad bholane k liye peete gaye bewafa ne ek din usme bhi zehar mili diya

 25. RAJIV 9892452727 Writes on 18 June, 2012

  Ek din hua jab ishq ka ehsaas unhe..
  Wo hamare paas aa kar pure din rote rahe.
  Hum b itne khud-garz nikle yaaron..
  K aankhen band kar k kafan me sote rahe….. πŸ™ :'( <./3

 26. RAJIV Writes on 18 June, 2012

  A REAL man d0esn’t love milli0n girls”He loves one girl in milli0n ways….

 27. Pawan Writes on 15 June, 2012

  your msg is the best

  maafi ke liye is mgs ko hum bhi istemal karenge

 28. Sahil Santosh Writes on 29 May, 2012

  Sapna kavi sakar nehi hota.Pyar ka koi aakar nehi hota.Sab kuch ho jata he Iss Duniya me.Magar Dobara kisi se Sacha Pyar nehi hota …Its My sms..Sahil Santosh

 29. mahi Writes on 19 May, 2012

  to good rahul bhut acha likha apne very good .

 30. Riya peepre Writes on 17 May, 2012

  very fine.

 31. rahul kumar Writes on 27 January, 2012

  lgta hai tuta hai tera dil bhi mere aashiyane ki trah,
  chot khai hai tere parinde ne bhi meri karvato ki trah, kyo rota hai tu ab soch ke meri halat apni trah, gin sake to gin le apne behte aansu motiyo ki trah,
  hisab se kacha hu mgar yaad hai tere dye gamo ke tufan yaadon ki trah,
  kuch dino baad aauga to puchuga tera haal mehmano ki trah…………”””NAAFRAT “”‘——-MERE MATAM KA KOI NAAM NAI——-

 32. Ghanendra Kumar Bamaniya Writes on 3 October, 2011

  Ravi Bhai apki nazar ye Attaullah Khan ki chand line….
  ” Aankho me hai gum k aansu or hontho pe friyaade hai.
  Or ab kya hai paas humare bas ak teri yaade hai…”

 33. Ghanendra Kumar Bamaniya Writes on 3 October, 2011

  Ise kahte h wah wah wah wah wah wah…..hay mar dala yaar Ravi….

 34. Pankaj kumar verma Writes on 27 September, 2011

  Good

  • deepak Writes on 5 September, 2012

   Bhai Dua kr apka sms meri life ko dubne se rok le

Comments are closed.